Thursday, February 19, 2009

bahot din baad...

bahot din ke baad ye khushi aaj mehsoos hui..
bahot din ke baad aaj saanso mein kuch nayi tazgi mehoos hui..
zindagi humse muh mod nahin rahi thi..
woh to hum the jise zindagi ki pukar sunai nahi padi thi..
nazariye ka sawal tha ya sach mein kuch alag tha..
aaj jaisa pehlle to hume mehsoos hua nahin tha..
ruk jana chate hai hum aaj iss pal mein hamesha ke liye...
par hume ye pata hai ki kal phir hum kahenge ki..kuch to galat hai...
zindagi isi ko kehte hai shayed..jismein na koi mukam na mazil hai phir bhi kahin pohoch ne ka ehsaas har dum reheta hai...
yahi sochte rahete hai hum har pal..kabhi khud se ladte kabhi aauro se..
aur jeete rehte hai zindagi ki pukar sunte sunte..

Hanth Chhute Bhi To Rishte Nahin Chhuta Karte

this gazal always makes me wonder...how true..
hanth chute bhi to rishtey nahin chuta karte...
and also......
zindagi mein log chute jaate hai par yaadein nahin chuta karte...
logon se milna chute jaata hai par unke saath bitaye pal pal choota nahin karte...
neend mein se khwab choot jate hai par khwab dekehne ke hak choota nahin karte...
logon par se hak choot jata hai par unke liye fikra karne ke hak choota nahin karte..